Pakistan mein shadi aur rishton ke faislay bohat sanjeedgi aur ehtram se kiye jate hain. Aaj kal log safar ki zahmat aur waqt ki qillat ki wajah se online istikhara rehnumai ko zyada tarjeeh dete hain, kyun ke ye intehai aasan, fori aur private zariya hai.
Online Istikhara Kyun Mufeed Hai?
- Waqt Aur Safar Ki Bachat: Kisi doosray shehar safar kiye bagair ghar baithay rabta.
- Ghar Baithay Direct Mashwara: WhatsApp par Syed Ali Hussain Naqvi se direct communication.
- Pukhta Raazdari: Aap ka masla aur khandaani baatein kisi tisre shakhs tak nahi pahunchtin.
- Tamam Shehron Se Dastiyabi: Lahore, Karachi, Islamabad, Rawalpindi, Faisalabad, Multan, Peshawar, Quetta aur deegar tamam shehron se log rabta karte hain.
Kin Masail Ke Liye Istikhara Kiya Jata Hai?
Istikhara har jaiz aur mubah mamlay mein kiya ja sakta hai jahan dil mein taraud ya be-yaqeeni ho:
- Naye rishte ka aana aur shaadi ka faisla.
- Naukri, mulazmat ya naya karobar shuru karna.
- Ghar ya zameen/jaidad ki khareed-o-farokht.
- Ghareloo pareshaniyan aur mustaqbil ke ahem qadam.
Istikhara Ka Asal Maqsad
Istikhara koi jadoo, taweez ya ghaib ki peshangoi nahi hai. Ye Nabi Kareem (S.A.W.) ka bataya hua wo rohani tareeqa hai jis mein banda apne tamaam ikhtiyarat Allah Ta'ala ke samne daal kar bhalai ki dua maangta hai. Hum aap ko sikhate hain ke apna istikhara khud kaise karein, aur zaroorat par aap ke liye dua aur rehnumai dete hain.
Aksar Poochhay Jane Walay Sawal (FAQ)
Ji haan, overseas Pakistani WhatsApp (0344 7417116) par direct rabta kar sakte hain.
Ji haan, mukammal raazdari hamara pehla usool hai.
• Online Istikhara WhatsApp
• Istikhara for Marriage Guidance