Divorce Problem Solution – Rishta Bachane Ki Islami Rehnumai
Talaq Allah Ta'ala ke nazdeek halal aur jaiz cheezon mein sab se zyada na-pasandeeda amal hai. Agar aap ka rishta toot'ne ke qareeb hai, to pehle sulah, sabr aur baat cheet ki har mumkin koshish karein.
Syed Ali Hussain Naqvi mian biwi dono ke darmian deeni roshni mein ghalat fehmiyon ko door karne aur dilon mein narmi lane ki rehnumai dete hain.
Talaq Tak Baat Kyun Pahunchti Hai?
Baat Cheet Band Ho Jana
Khamoshi aur communication gap ki wajah se dooriyan aur ghalat fehmiyan barh jati hain.
Sasural Ki Dakhal Andazi
Khandaani dakhal andazi aur teesray logon ki baaton se mian biwi mein fasad hona.
Shak & Be-Aitebari
Bila waja shak aur bharose ki kami rishte ki bunyad ko kamzor kar deti hai.
Izzat-e-Nafs Ki Pabandi Na Hona
Ek doosray ki izzat na karna aur baat baat par taane dena.
Rishta Bachane Ke 5 Zaroori Qadam
Qanooni Wazahat: Talaq, khula, custody ya bachon ke maali masail mein apne wakeel ya mufti-e-karam se qanooni aur sharai mashwara zaroor lein.
Apna Masla Batayen – Sincere & Private Guidance
WhatsApp par direct message karein: 0344 7417116. Apna naam aur masla mukhtasar likh dein. Syed Ali Hussain Naqvi aap ko zimmedari aur deeni roshni mein waqt par jawab denge.
Deeni Wazahat: Istikhara aur rohani rehnumai Allah ki madad se rehnumai hai. Natijay ka wada ya guarantee nahi di jati. Final faisla aap aur aap ke walidain ka hota hai.