Love Marriage Problem Solution – Rukawaton Ka Islami Hal
Love marriage mein sab se bari mushkil aksar ghar walon ka inkaar hoti hai. Kabhi zaat paat, kabhi paisa, kabhi khandaan ki ana. Is se dil toot jata hai, magar himmat na haarein.
Deen-e-Islam mein sabr, hikmat aur dua ke zariye dilon mein narmi lane ka behtareen rasta maujood hai. Syed Ali Hussain Naqvi aap ke masle ko samajh kar shariat ke mutabiq hal batate hain.
Love Marriage Ki Aam Rukawatein
Walidain Ka Sakht Inkaar
Ghar walon ka shuru se sakht inkaar aur baat sunne se gurez karna.
Zaat Ya Biradari Ka Masla
Khandaani rasoomaat ya biradari se bahar shadi par pabandi.
Maali Farq
Dono khandaano ke darmiyan status ya maali farq ki wajah se aitrazat.
Khandaan Ki Ranjishein
Ghareloo purani laraiyon ya ana ki wajah se rishte mein rukawat banana.
Hal Ke 5 Aasan Qadam
Apna Masla Batayen – Sincere & Private Guidance
WhatsApp par direct message karein: 0344 7417116. Apna naam aur masla mukhtasar likh dein. Syed Ali Hussain Naqvi aap ko zimmedari aur deeni roshni mein waqt par jawab denge.
Deeni Wazahat: Istikhara aur rohani rehnumai Allah ki madad se rehnumai hai. Natijay ka wada ya guarantee nahi di jati. Final faisla aap aur aap ke walidain ka hota hai.